pata nahin kiya hoga...
mein bahut thak gayee ho mama...
bemaar ho mama...lekin aap hay hi nahin meray paas... bahut akeli houn mama...
mein aap say bahut pyar karty ho mama...
mein bahut thak gayee ho mama...]
aap ki har cheez yaad aty hay...
riyadh jaongi shayd... lekin mama mujhe nahin jana ...kiya karongi mein waha jakay mama....
itni saree cheezay hay unn ko kaisay sambhalongi...
amiyan kitni important hoti hay mama... mujhe kuch nahin ata mama...
bus time guzar rahee ho...
mein bahut thak gayee ho mama... mein akeli kaisi raho...
sub pareshan hay mama.. sub aap ko yaad kartay rehtay hay ..
papa is pareshan mama... un ki pareshani batnay kay liayay koi hay hi nahin..
ami mein aap say kub milongi....
aap mujhe itna pyar kyun karty thee... aap itni achi kyun thee..
aap mujhe meray aas paas mehsoos hoti ho kabhi kabhi ...
mein aap say bhut pyar kerty ho...
mein bahut thek gayee ho ammi...
i love you ......... i love you too
Wednesday, May 21, 2008
Sunday, May 11, 2008
MOTHER'S DAY
no mama on mother's day...
no matter wht any one says ammi...koi bhi hamari maa nahin bun sakta... kuch halka say un kay bachon ko kehdo to their defences go up... and then you realize she is their mother... and we dont have a mother...and thne you learn to keep your moth shut...kyun kay is kay ilawa option kiya hay ... kisi say keh to nahin saktay jakay kay ammi dekho mujhe aisay bol rahee hay ya bol raha hay ...koi hay hi nahin meri side lenay ko.....is liayya mein kuch kehty hi nahin ho....
ammi mein aap say abhut pyar karty ho...bahut ziyada duniya mein sub say ziyada....
mera koi dost nahin hay mama..ap kay ilawa....im very lonely mama...mujhe koi dost chahiyaya bhi nahin mama... bus aap ho aur Allah mia hay .. bus aur nahin chahiyay...
lekin mama khwab mein aao na ..mujhe bahut pyar karo na akar.... mujhe say baatein karo mama.....

Saturday, May 10, 2008
don't
do not sympathize with me... i dont wany ANYONE to...
mujhe nahin karni kisis bi baat ....
mama dekho in sub logon ko yeh log kaun hay ...aap kaha ho.....
mujhe aap bahutyaad arahee ho... mein bahut akeli ho....
yeh koi bhi mera nahi hay ...aap ho meri bus mama....
mujhe koi nahin chahiyay..sirf aap chahiyaya...
mujhe koi nahin acha laagta siwayay aap kay ...
itnay din hogayay kisi nay pyar nahi kiya...kisi kay galaynahin lagee mama...
mein aap say bahut pyar karty ho mama...
meray khwab mein ana aur mujhe pyar karna..bahut sara...
kabhi kabhi aisa lagta hay kay kisis nay meri soul meray jism say khich khich kay nikal dee ho...aur sub kuch andar khali hay ...
mein na shukri nahin ho Allah mia... lekin kiya karo ammi yaad aty hay bahut ziyada...
Allahma mujhe mama ki bahut achibeti banana..aisi kay sub bolay aap ko yasmeen tumhari beti bahut achi hay insha Allah....

Thursday, May 01, 2008
ammi
ammi bahut yaad arahee hay aap...
ammi mujhe kuch bhi nahin ata..mein kya karon...
khana kaisay pakao... aap kaisay pakaty thee ..,mujhe pata hi nahin...mein koshish kar rahee ho..yaad kar rahee yaad hi nahin araha...kaisay poocho aap say ...
ammi bahut yaas arahee ho...
nadia abhi khushi ka massage karr ahee thee...us ko us ki mama nay sikaya hogana kaisay karo..mujhe to pata hi nahin ..mein kaisay karongi... mujeh to kuch nahin ataa mama...
saad pareshan hota hay samajh nahi ataa hay kaisay tasali do... woh lkuch bolta hi nahin hay...
cho theek hay mama alhumdulillah ...woh bhi roti hay kabhi kabhi ..mein koshish karty ho us ko busy rakho mama
papa aap ko bahut yaad kartay mama..mein kaisay un ko theek karo... mujhe nahin pata mama...woh bahut rotay hay mama...
aap sub say achi ammi ho duniya ki..mein aap say bahut pyar karty ho mama...i love u mama..
mein kaisay jeeon mama....agay ka soachty ho to kuch nazar hi nahian ata ...kuch bhi nahin..sub kuch blank hay ..
kabhi kabhi lagata hay mein nahin sambhal paongi sub ko.. sub boltay hya tum bari ho strong banu...lekin meri bhi to mama thee na ...mein baree ho to kiya ...mein apnay mama ki to baby thee na...
un jaisa pyar koi aur mujhe kar hi nahin sakta... woh mujeh say bahut pyar karty hay...
abhi nahin to mama.. meray saath baad har waqt saath rehna...int he after life...dont leave me.. please...
mein aap say bahut pyar karty ho mama...i love you mama

Subscribe to:
Posts (Atom)