pata nahin kiya hoga...
mein bahut thak gayee ho mama...
bemaar ho mama...lekin aap hay hi nahin meray paas... bahut akeli houn mama...
mein aap say bahut pyar karty ho mama...
mein bahut thak gayee ho mama...]
aap ki har cheez yaad aty hay...
riyadh jaongi shayd... lekin mama mujhe nahin jana ...kiya karongi mein waha jakay mama....
itni saree cheezay hay unn ko kaisay sambhalongi...
amiyan kitni important hoti hay mama... mujhe kuch nahin ata mama...
bus time guzar rahee ho...
mein bahut thak gayee ho mama... mein akeli kaisi raho...
sub pareshan hay mama.. sub aap ko yaad kartay rehtay hay ..
papa is pareshan mama... un ki pareshani batnay kay liayay koi hay hi nahin..
ami mein aap say kub milongi....
aap mujhe itna pyar kyun karty thee... aap itni achi kyun thee..
aap mujhe meray aas paas mehsoos hoti ho kabhi kabhi ...
mein aap say bhut pyar kerty ho...
mein bahut thek gayee ho ammi...
i love you ......... i love you too
No comments:
Post a Comment