Saturday, May 10, 2008

don't

do not sympathize with me... i dont wany ANYONE to...
mujhe nahin karni kisis bi baat ....
mama dekho in sub logon ko yeh log kaun hay ...aap kaha ho.....
mujhe aap bahutyaad arahee ho... mein bahut akeli ho....
yeh koi bhi mera nahi hay ...aap ho meri bus mama....
mujhe koi nahin chahiyay..sirf aap chahiyaya...

mujhe koi nahin acha laagta siwayay aap kay ...
itnay din hogayay kisi nay pyar nahi kiya...kisi kay galaynahin lagee mama...
mein aap say bahut pyar karty ho mama...
meray khwab mein ana aur mujhe pyar karna..bahut sara...

kabhi kabhi aisa lagta hay kay kisis nay meri soul meray jism say khich khich kay nikal dee ho...aur sub kuch andar khali hay ...
mein na shukri nahin ho Allah mia... lekin kiya karo ammi yaad aty hay bahut ziyada...
Allahma mujhe mama ki bahut achibeti banana..aisi kay sub bolay aap ko yasmeen tumhari beti bahut achi hay insha Allah....

No comments: